Realme 1 And U1 Me Dark Mode On Kaise Kare- Aapko Bata Ki Realme 1 and U1 October 2019 ke Update ke stah Aapko Realme 1 U1 Me dark mode ka option aa gya hai or yah option ka bahut dino se cosutmer ko Wait tha jo ki ab khatam ho gya hai or aapko Dark mode or Google Digital Wellbeing Ka option bhi aa gya hai or yah sabse achcha fetures hai jo ki aapko usme Battery ke sari jankari detials me dikhai deti hai to chaliye aapko batate hai ki Realme 1 u1 and c1 c2 realme 2pro, 3 pro and realme x , XT , realme 5 , 5pro , 3i, ye sari phone me kaise Dark Mode ko on kar payenge ya kaise use chalu karenge ye sari bate aapko batayenge 2019,2020,2021,
Aapko iss post me batayenge ki aap apne realme ke device me dark mode kaise on kar payenge ek simple trick me to chaliye dekhte hai.
Sabse pahle apne phone ke Setting ko open kare Uske Scrrol karke niche ki taraf aaye aapko usme Realme Lab ka option dikhega Uspe aapko click karna hai.
Aap Jab Realme Lab ke option pe click kijiyega aapko ek option open hoga jo aap niche diye photo me dekh sakte hai Aapko isme dark mode ka option Off Dikhega aapko uspe click karna hai , .
Jaise Hi aap Dark mode ke option pe click kijiyega aapko usme Enable Now ka option dikhega aapko usme click karna hoga Or ek bat jo yah hai aapko kisi bhi Third party app ke liye dark on nahi karna padega kyuki isme already diya huwa hai jo sare aapplication me aapko Enable milega ye ek bahut hi achcha Option hai.
Aap Niche diye gye photo me dekh sakte hai ki Dark Mode On Ke Bad Kaisa Aapka Phone Dikhega Aap Dekh Achcha Or Kitna Khoob Surat Dikh Raha Hai,
Thanks friend Share with Friends

0 Comments